Love Poem For Her – तो क्या हो गया - rinki friends club 1

Tuesday, May 1, 2018

Love Poem For Her – तो क्या हो गया

 

Haan machala tha kuch pal ko dil fir so gya
Aaj usse fir mil bhi liye to kya ho gya
Mohabbat ki rahon mein har kisi ko bhtkana hai
Samana unse agar ho bhi gya to kya ho gya
Mana ki jkham abhi abhi to bhara tha mera
Uske milne se hara ho bhi gya to kya ho gya
Such hai ki use bhulane ko wo galiyaan chor aaya
Usne bhi esi Shahar me ghar bnaya to kya ho gya
Bs abhi to muskurana shuru hi kiya tha
Mere fir en aankhon me aansu aaya to kya ho gya
Kuch muje bhi ab ujale raas aane lage they ‘maun’
Fir andhere me bithaya to kya ho gya

No comments:

Post a Comment

Top 50 Best Ever Bewafa Hindi Sad Sher O Shayari – Bewafa Sad Poetry Wallpapers ..(R)

Rubaro Unke Harf-E-Gila Kya Karte Dard To Humko Chupana Tha Sada Kya Karte Bewafai Bhi Wafa Ki Tarah Ki Usne Aise Insan Se Karte T...